Thursday, 26 December 2013

TIJARAT

JAB TUM DUNIYA KE MUFLES SE TANG AAJAO AUR RIZA KA KOI RASTA NA MIKLAY TU SADQA DE KAR ALLAH SE TIJARAT KARO

Wednesday, 25 December 2013

RASAM SE SUNNAT ACHI,


RASAM SE SUNNAT ACHI,

NEEND SE NAMAZ ACHI,

GUNNAH SE NEKI ACHI,

BAZAAR SE MUSJID ACHI,

FAZOOL BATOUN SE QURAN PAK KI TILAWAT ACHI,

GHEEBAT SE ZIKAR ACHA

Ummat-Ka-kirdar

  Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho Tu Apney kirdaar ko itna buland karo K Doosrey log dekh kar kahain Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.!

NiMAZ

MERAY LIYE ZAMEEN MASJID OR PAK KARNAY WALI BANAI GAI HE
TO MERE UMMATI KO JAHAN KAHI NAMAZ KA WAQT AYE WOH NAMAZ PARHAY

(BUKHARI@ P.48/V1)

QURAN E Paak

NABI KAREEM (S.A.W.W) NE FARMAYA.
ANKHO KO UN KA HAQ DO.

LOGON NE PUCHA HUZOOR ANKHON KA HAQ KYA HE?

AP (S.A.W.W) NE FARMAYA.
QURAN KI TARAF NAZAR KARNA OR IS KI TILAWAT KARNA.

5-  Interesting Information in QURAN ..

Interesting Information in QURAN ..
Quran Mein
1.zindagi ka zikar 145 baar aya hai
aur
maut ka zikar bhe 145 baar aya hai.
2.farishtoon ka zikar 185 baar aya hai
aur
shaitaan ka zikar bhe 185 baar aya hai
3.duniya ka zikar 115 baar aya hai
aur
aakherat ka zikar bhe 115 baar aya hai
4.insaano ka zikar 50 baar aya hai
aur
rasoolon ka zikar bhe 50 baar aya hai
5.iblees ka zikar 11 baar hai
aur
us sey panha ka zikar bhe 11 baar
6.musibat ka zikar 75 baar hai
aur
shukar ka zikar bhe 75 baar aya hai
7.sadkaey ka zikar 73 baar ha
aur
sukoon ka zikar bhe 73 baar aya hai.

6-  8golden words of hazrat ALI:

8 golden words of hazrat ALI:

{3} cheezon ka aehtram karo
ustaad
waaldain
buzrg
{3} cheezon ko sath rakho:
sachaai
emaan
naiki
{3}cheezon ko yaad rakho:
ahsaan
nasihat
maut
{3}cheezo k liye laro:
watan
izzat
haq
{3}cheezon pe qaabu rakho:
zubaan
gussa
nafs
{3}cheezon se bacho:
burai
chugli
hasad..

7-  HADEES -E- QUDDUSI:

HADEES -E- QUDDUSI:
Ay Ibn-e-adam ik teri chahat hay aur ik MERI chahat
hay ho ga wohi jo MERI chahat hay. Pus agar tu nay
apnay aap ko supurd kar diya is kay jo MERI chahat
hay to main tumhay wo bhi day doonga jo teri chahat
hay. Aur agar tu nay muqlifat ki is ki jo MERI chahat
hay to main tumhain thaka doonga is main jo teri
chahat hay aur phir bhi wohi hoga jo MERI chahat hay".

8-   Hazrat Moosa (May Allah be pleased wid Him)

Hazrat Moosa (May Allah be pleased wid Him) ne Allah se arz kia:
ya Allah kia hi acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti
(1) zindagi hoti maut na hoti
(2) sehat hoti bemaari na hoti
(3) daulat hoti tangdasti na hoti
(4) jannat hoti doozakh nahoti
GHAIB SE AWAZ AAEE:
(1) agar zindagi hoti maut na hoti to mera deedaar kaise hota
(2) sehat hoti bemaari na hoti to mujhe kon yaad karta
(3) doulat hoti tangdasti na hoti to mera shukar ada kon karta
(4) jannat hoti doozakh na hoti to mere azaab se kon darta

9-  Hazrat Ali (R.A.)

Assalam.o.Alaikum WR WB
(R.A) ne farmya:
Sab Se Bari Bahaduri “Sabar” Krna Hy,
Sab Se Bari bala “Na Umidi” hy
Sab Se Bari Tafreeh “Masrufiyat” hy
Sab Se Bara Ustad “Tajrba” hy
Sab Se Bara “Faaidah” Naik OLaad hy
Sab Se Bara Tohufa “Dar’ Guzr” Krna hy
Sab Se Bara Sarmaya “Khud Etmadi” hy
Sb Se Bara Raaz “Mout” Hy
Aur
Sb Se Bari Dolat “Acha Dost” hy

10-  Apny RAB Ki Rehmat

Apny RAB Ki Rehmat Sy Mayos Na Ho Ye Preshanian Waqti Hain Kamyabi UsKa Wada Hy,Na Hosla Haro Na Gham Kro,Tum Hi Kamyab Rho Gy Agr Tum Momin Ho.
(AL IMRAN 139)

Hazrat Abu Bakr Siddiq (Razi.Allaho Tala Anho)

Hazrat Abu Bakr Siddiq (Razi.Allaho Tala Anho) Jab Khalifa Bnay,
To Apki “Tankhah” Ka Sawal aya

Aap ne Farmaya Madina Me 1 Mazdoor Ko Jo Yomia Ujrat Di Jati Hey, Utni Hi Mere Liye Muqarar Karo
1 Sathi Bola K Is Me Aapka Guzara Kese Hoga ?
Ap ne Farmaya:
Mera Guzara Usi Tarah Hoga Jis Trah 1 Mazdoor Ka Hota Hey.
Haan, Agar Guzara Na Hua, To Men Mazdur Ki Ujrat Barha DUNGA.!!!!
Aur aaj hum Ghareeb (Mazdoor) k Munh sy Nawala cheen rahy hain