Sunday, 5 January 2014

Quran ki pehli surah

Q:- Quran ki pehli surah kis chiz pr likhi gyi?
Ans:- Khajur k patto par.

Q:- Quran me kis sahabi ka zikar aya hai.?
Ans:- Hazrt Zaid Bin Haris(R.A).

Q:- Quran mein sab sy kam hurf konsa aya hai.?
Ans:- Zoain.

Q:- Qalma Taiyba mein kitne nuqty hein?
Ans:- Koi nuqta nahi hai.

Q:- Quran pak mein lafz Allah kitni bar aya hai.?
Ans:- 6701 bar.

Q:- Konsi 2 surtein ek 7 nazil hui?
Ans:- Sooreh Falaq  aur Sooreh Naas.

Q:- Quran k pehly katib (likhne wale) kon thy?
Ans:- Hazrat khalid bin saeed (R.A)

No comments:

Post a Comment

Shir Comment For Islamic SMS ( jzk )